Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Tech Tips

Jio vs Airtel 5G in 2026: मैंने Jio छोड़कर Airtel क्यों लिया और अब वापस Jio क्यों जा रहा हूँ? (Real Experience)

Date: 5 June 2026 | By: Yogesh (Vision Info) Dosto, aaj main koi lamba-chauda technical review nahi likh raha. Aaj main apni daily life ka wo 'siyappa' share kar raha hu jisse aajkal hum me se bohot log guzar rahe hain— SIM Porting aur 5G Network ka jhamela. Aajkal har jagah 5G speed ka halla hai. Hum logo ko lagta hai ki dusre network ki ghaas hamesha zyada hari hoti hai. Maine bhi yahi soch kar pichle kuch mahino pehle (March-April ke aaspass) ek bada decision liya aur apna number Jio se Airtel mein port kara liya. Socha tha ki Airtel 5G ka coverage zyada stable hoga aur meri NEET ki online classes aur Vision Info ka kaam dono makhan ki tarah chalenge. Par sach batau? Reality check milne mein zyada time nahi laga. Agar aap bhi Airtel ya Jio switch karne ka mood bana rahe ho, toh mere is experience ko pehle dhyan se padh lo. 1. Data Limit Ka Sabse Bada Dhoka Airtel lene ke baad shuru ke kuch din toh speed mast lagi, par asli dimaag kharab tab hua jab baat Data Limit ki aay...

Top 5 AI Tools for Students 2026: होमवर्क और फ्रीलांसिंग को बनाएँ 'Pro'—आज ही इस्तेमाल शुरू करें!

  Date: 25 February, 2026 | By: Yogesh (VisionVaultPro) Dosto, kya aap bhi vahi purane tarike se hours lagakar assignments banate hain? 2026 mein ye "Smart Work" ka zamana hai! Aaj AI sirf search karne ke liye nahi, balki aapke liye pura kaam karne ke liye taiyar hai. Aaj Vision Vault Pro par main aapko un 5 AI tools ke bare mein bataunga jo na sirf aapki padhai (Productivity) ko superfast bana denge, balki aapko mahine ke ₹15,000 - ₹20,000 ghar baithe kamane (Earning) mein bhi madad karenge. 🚀 2026 के Top 5 AI Tools: Students के लिए 'Must-Have' AI Tool Name Primary Use (सबसे अच्छा काम) Potential Earning (पैसे कैसे कमाएं?) ChatGPT 5.0 Complex Problem Solving & Coding Content Writing & AI Prompting Services Gamma AI Instant PPT & Website Creation Presentation Designing for Clients Perplexity AI Real-time Research & Citations Market Research & Technical Writing Canva Magic Studio Video Editing & Graphic Design Social Media Management & Br...