Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Education Guide

Gaon Ki Beti Yojana 2026: 12th के बाद हर साल ₹5,000 की स्कॉलरशिप! जानिए पात्रता और आवेदन की पूरी प्रक्रिया

  Date: 19 February, 2026 | By: Vision Info Team Dosto, Madhya Pradesh sarkar ki ek bahut hi mahatvakankshi yojana hai— Gaon Ki Beti Yojana . Iska maqsad hai ki gaon ki honhar betiyan paise ki kami ki wajah se apni graduation (college) ki padhai na chhodein. Agar aapne 12th class gaon ke school se pass ki hai aur ab college mein admission liya hai, toh aapko har saal ₹5,000 ki arthik sahayata mil sakti hai. Aaj Vision Info par hum aapko 2026 ke sabse updated niyam aur registration ka sahi tarika batayenge. ✅ कौन ले सकता है लाभ? (Eligibility Criteria 2026) Is yojana ka labh lene ke liye ye shartein poori hona zaroori hain: Grameen Niwasi: Chatra gaon ki niwasi honi chahiye aur unke paas 'Gaon Ki Beti' praman patra hona chahiye. Education: 12th class mein kam se kam 60% ya usse zyada marks hone chahiye. Schooling: 12th ki padhai gaon ke school se hi poori honi chahiye. Current Course: Chatra ne kisi bhi saskari ya private college mein Graduation (BA, BSc, BCom, etc.) me...

Sambal Card 2.0 Beneficiary: क्या Students को भी मिलता है फायदा? जानिए कैसे ₹10 में होगा कॉलेज एडमिशन!

 Dosto, Madhya Pradesh ki Mukhyamantri Jan Kalyan (Sambal 2.0) Yojana ko lekar aksar students confuse rehte hain। Kya ye scheme sirf mazdooron ke liye hai? Jawab hai—Nahi! Iska sabse bada fayda un students ko milta hai jin ke mata ya pita asangathit shramik hain। Aaj Vision Info par hum aapko batayenge ki kaise ek Sambal Card aapki Engineering, Medical, aur Graduation ki lakhon ki fees ko "Zero" kar sakta hai। 1. Students के लिए Sambal 2.0 के धांसू फायदे Agar aapke parivaar mein kisi ka Sambal Card 2.0 bana hai, toh aap niche diye gaye fayde le sakte hain: ₹10 में कॉलेज एडमिशन: MP ke sarkari aur manyata prapt colleges mein Sambal Card dhari parivaar ke bacho ka admission sirf ₹10 ki token fee par ho jata hai। शिक्षा प्रोत्साहन सहायता (Full Fee Waiver): Graduation (BA, BSc, BCom) se lekar Professional courses (BE, MBBS, MBA, LLB) tak ki poori tuition fee sarkar bharti hai। Laptop & Merit Scholarship: 12th mein achhe marks lane par Sambal card dhari bacho ko alag se...